PRISMATIC COMPASS IN NCC
COMAPSS DEGREE PADNE KE KAM AATE HAIN AUR MAGNETIC NORTH AUR BAKI DISHA KO SUCHIT KARTE HAIN
❖ PRISMATIC COMPASS DISHA KO DUNDNE AUR PHIR USKO MAINTAIN KARNE MEIN MADAT KARTA HAI.
❖ PRISMATIC COMPASS ACCURATE HOTE HAIN LEKIN JAHAN PAR IRON KA ASAR JADA HO WAHAN KAAM NAHIN KARRTE.
❖ MAGNETIC COMPASS EK BATAI HUI DISHA YAH ZAMINI NISHAN KI KI DEGREE BATATE HAI.
❖ THERE ARE TWO TYPES OF PRISMATIC COMPASSES. THE DRY AND THE LIQUID
• LUBBER LINE. COMPASS PAR BEARING KO SET KARNE KE KAM AATA HAI. YEAH CHAKILE LUMINOUS PAINT KA HOTA HAI AUR HINGE KE PASS HOTA HAI. • DIRECTION MARK. MILLED VANE PAR EK RECTANGULAR MARK. COMPASS KE SAATH NAVIGATION KARNE KE KAM AATA HAI.
• DISHAYEN. N,S,W,E.
• ARROW HEAD. HAR SAMAY NORTH KI TARAF. MILLED VANE. IS PAR HAR 5 DEGREE PAR MARKING HOTA HAI. MARKING 360 DEGREE TAK YANI PURE CIRCLE KA HOTA HAI. HAR READING KA “0” NAHIN LIKHA JATA ---MATLAB 330 DEGREE “33” SE DARSHAYA JATA HAI.
Comments
Post a Comment